Billal Lyrics in English - Emiway Bantai | Dhundke Dikha Ep

Billal Lyrics in English - Emiway Bantai | Dhundke Dikha Ep

Billal Lyrics in English - Emiway Bantai | Dhundke Dikha Ep is a Latest Rap song. Emiway Bantai sings the song “Billal". Billal video song featuring Emiway Bantai and the song from Dhundke Dikha Ep Album. Music of the song given by Robert Tar and Billal lyrics written by Emiway Bantai.

Song Title : Billal (Intro)
Singer : Emiway Bantai
Music : Robert Tar
Lyrics : Emiway Bantai
Album : Dhundke Dikha Ep
Starring : Emiway Bantai
Music Label : Emiway Bantai

Billal Song lyrics

Log chidte hai mujhse
Mei gaane gata hu
Aur asli naam rakha billal
Par mujhe pata hai ki
Khuda ko dekhne ke raste pe nai hu filal

Filal iss duniya se ladra hu ladne de
Jo pana chahta hu hasil toh krne de
Fir jo krunga khuda khud bolega
Woh kya kia kamal
Tauba tauba
Badi baat nahi
Badi badi meri soch hai
Tere jaise salah dene wale milte
Roz hai
Ha roz mei yeh soch leke karta hu kam
Aj nai toh kal pehchanoge mera naam
Par mei naam bada karne nai
Kam badane aya hu
Kisko kya karna hai
Jeeke sikhaya
Jhukaya sar neeche dhyan
Manzil ke aur
Mehnat mera ha machadega shor

Aj mei bore lagunga
Kyuki batein kathore
Jo na samjhe baton ko unko mei karta
Ignore teri aur chale aayegi
Mehbooba bade pyaar se
kamyabi payega jab
Mulakat kare har se
Bahar se dikhta hu pyaara
Ya fir dikhta chomu
Andher mei mere jhaka kya
Kya sachi mei mein kon hu
Tera sonu tera monu nai
Khuda ka ek bandha hu
Mujhe pata hai mei boht zyada ganda hu
Andha hu janke bhi anjan mei banra hu
Itna hai leta nai balboote chalra hu khudke
Jhukke zara jhukke chalo

Raste kharab hai
Sambhalke
Jhukke
Raste kharab hai
Raste pe
Kankad
Patthar
Kanch
Takleef
Mushkil
Pareshaniya
Nahi hai
Raste pe mein hu
Hahahaha
Malum hai na

Mein hu woh hu jo hu mei
Slow hu slow hu slow hu mei
Mera kash leke dekh
Ek nai do hu do hu mei

Billal Video Song



source https://lyricssawan.blogspot.com/2020/05/billal-lyrics-in-english-emiway-bantai.html
Previous
Next Post »